IPL-2018 से सीखे जिंदगी के 6 सच / LEARN 6 LIFE LESSON FROM IPL -2018

CRICKET SIRF UNKE LIYE EK KHEL HAI JINHONE ISE YA TO KBHI KHELA NHI YA FIR KBHI DEKHA HI  NHI , KYOKI CRICEKT APNE AP ME EK नशा HAI OR MANO YA NA MANO ISKA  नशा  SIR CHADH KE BOLTA HAI SPECIALLY HUM INDIANS PER SBSE JYADA.


A batsman hitting the ball
INDIAN PREMIERE LEAGUE 




HII FRIENDS WELCOME BACK TO successinsid.org  THIS IS ROSAN TRIPATHI N SORRY FOR TOO LATE.



FRIENDS MAINE YE POST CHOTA RKHA SO POST KO ANT TK JRUR  PDHE

KYOKI AJ  HUM 5 LIFE KE DEEP LESSON LENGE IPL-2018 SE . AP ISE INTERNATIONAL PREMIERE LEAGUE YA INCREDIBLE PREMIERE LEAGUE V KH SKTE HAI .

SO LET'S START WITHOUT FURTHER ANY  DELAY



1. THERE IS NO LIMITS 


IPL KA HER SEASON PHLE SE JYADA  INTERESTING OR  COMPETATIVE   HOTA HAI , APNE KBHI SOCHA YE KAISE HOTA HAI JUST BECAUSE OF PLAYER'S LIMITLESS PERFORMANCES.


YE PLAYERS  2 POINTS KE LIYE APNI  HER LIMITS CROSS KR DETE HAI ,  HER PLAYER ME APNA 100% DENE KI AAG  HAI, HER PLAYER APNA TALENT DIKHANE KO BETAB HAI .


IS SEASONS  ME RISHABH PUNT KE 128 RUN  ( IN 63 BALLS )  ,  KL RAHUL KI 14 BALL ME HALF SENTURY ,
Kane Williamson KI 8 HALF CENTURIES    OR ANKIT RAJPUT KE EK MATCH ME 5 WICKETS  . 

YHI NHI PICHLE SESONS ME 
VIRAT KE EK SEASON ME 900+ RUN ,
CRISS GYALE KI 30 BALL ME SENTURY, RAINA KA 25 BALL ME 87 RUN .

YE FORMANCES YE PROVE KRTI HAI HUMARE DIMAG ME JO LIMITS HAI WO REAL NHI HAI . SUCH TO YE HAI KI ,  HUM HUMANS KI NA KOI LIMITS THI OR N HAI  OR NA  FUTURE  ME KBHI HOGI .



2. AGE JUST IS A NUMBER 


UMR BUS  EK NUMBER HAI IPL KE 11 SEASONS NE YE BAT DUNIA  KE SAMNE PROVE KIYA H . 

IPL-2018 ME 16 SAAL KE KE MUJEEB ZADRAN  , 17 SAL KE Washington Sundar OR  SANDEEP लमिछाने     , 18 SAAL KE PRITHVI SHAW , 20  SAAL KE MYNK MARKANDAY

  IN PLAYERS KA , IS AGE ME  IPL JAISI LEAGUE KHELNA APNE AP ME BDI BAT HAI .

INKI TEAMO NE INHE करोड़ो ME KHARIDA HAI OR INME SE  JYADATAR PLAYERS NE APNI PERFORMANCE NE DUNIA KO HAIRAN  KIYA HAI  .


OR IPL-11 KE SBSE FAVOURITE PLAYERS
A B de Villiers ( 35) , ms-dhoni (36) , YUSUF PTHAN (35) KI PERFORMANCES OR

YHI NHI PICHLE SESONS ME  43 saal ke  Pravin Tambe ki HAT-TRIC OR 44 saal ke Brad Hodge ka jeebh nikalna  KOI NHI BHOOL skta hai  .


AGE KM HO YA JYADA KOI FARK NHI PDTA , KUCH KRNE KE LIYE JIGRA  HONA CHAHIYE  IPL KE HER SEASON NE YE PROOF KIYA  .

Ball in rupees

 

3 . MAGIC OF  YOUR PASSION -


FREINDS AISA KAISE HO JATA HAI KI YE PLAYERS IS TRH KI PERFORMANCES DETE HAI WO V KISI V UMR ME .

TOP LEVEL KI PERFORMANCE WO V LGATAR  MS DHONI  ,  AB de Villiers , VIRAT KOHLI,  Sunil Narine inka प्रदर्शन KISI hai चमत्कार SE KM NHI H  .


OR YE AISA SIRF IS LY KR PATE HAI , KYOKI INHE PYAAR HAI APNE KAM SE , THEY LOVE CRICKET OR HUM HUMANS JB KISI CHEEZ SE EMOTIONALLY JUD  JATE HAI, TO USKE LIYE HUM KUCH V KR DETE HAI .

SO AGER AP  APNI PURI STRENGTH KA USE KRNA CHAHTE HAIN TO WO KAM KRO JO APKO ACHA LGTA OR AP EK TOP PERFORMER   BNOGE. 





4. PRESENT HI SB KUCH HAI -


DUNIA CDHTE SURAJ KO SLAM KRTI HAI . 
IPL NE ISE V BAR BAR SIDH KIYA HAI .

RCB KA Chris Gayle ko , KINGS 11 PANJAB KA GLANE MAXWELL KO RETAIN N KRNA IS BAT KA BDA  PROOF HAI . 

 OR SIRF TEAMS HI NHI KHUD INKE KUCH FANS  V INHE BHUL GYE HONGE KYOKI IN PLAYERS KI PERFORMANCES PICHLE SESONS ME BILKUL ACHII NHI THI .


TO POINT KI BAT YE HAI KI HUMARA PRESENT STRONG HONA CHAHIYE ISE KOI FARK NHI PDTA KI HUMNE PAST ME KITNA BDA KAM KIYA HAI .


SO AGER AP CHTE HAI KI LOG APKO HMESA RESPECT DE OR YAD RKHE TO APKO  HMESA ACHA PERMOR KRTE RHNA HOGA . 



5 . THE POWER OF IMAGINATION 

IPL ME ITNE MUSKIL CATCHES  ASANI SE
PKD LIYE JATE HAI KAISE ISME EK BDA ROLE IMAGINATION KA V HOTA HAI .

IMAGINATION ME BHUT POWER HOTI HAI  ,DUNIA ME BDI BDI KHOJE SIRF KLPNA SE HI SURU HUI HAI.


SO BDA SOCHO OR KLPNA KRO AP YE KR SKTE HO , EK DIN AP SUCH ME USSE KR LOGE,

OR YE BAT SCIENTIFICALLY PROVEN HAI KI KLPNA KRNE KE BAD HMARE ACTIONS APNE AP FAST HO  JATE HAI ,  ISLY TO KHTE HAI HMESA  ACHA  SOCHO,  BDA SOCHO .





6. UNITY IS THE BIG POWER 


"EKTA ME SKTI HAI " CSK, SRH OR  KKR YE TEAMS HMESA IPL ME ACHA PERFORM KRTI HAI   OR ISKI  BDI WJAH INKI TEAM SPIRIT HAI. 


SO AGER AP EK BOSS YA TEAM LEADER HAI TO AP APKO APNE EMPLOYEES KO WO  RESPECT  DENA HOGA JO WO DISRVE KRTE HAI , FIR DEKHIYE WO APKA KAM APNA  KAM SMJH KE KRENGE .


OR YE UNITY HMARE COUNTRY KE LIYE V JRURY H SPECIALLY TB JB POLITICAL LEADERS  OR MIDIYA HOUSES CAST OR RELIGION KE NAM PE HUME ITNI BURI TRH बांट RHI HAI , WO V SIRF APNE SWARTH KE LIYE . 







POST SUMMARY 


SO FRIENDS YE TO THE 6 LESSONS JO MAINE IPL-2018 SE SEEKHA AGER APNE V KUCH SEEKHA TO HUME COMMENT ME   JRUR BTAYE TAKI  HUM APKE LESSON V APNE POST ME SAMIL  KR SKE . 


FRIENDS AGER APKO YE POST ACHA LGA TO PLEASE SHARE KRE APNE FRIENDS KE SATH OR UNKI V HELP KRE.🌝 



THANKS FOR READING AND SHARING 


Comments

Popular posts from this blog

80/20 सिद्धांत क्या है ? How to work smarter by using The 80 /20 principle in hindi

अमीर बाप और गरीब बाप / Rich dad poor dad hindi book summary